Showhar dowsri awrat ke saat na jaaiz talluqaat
Question
Mai is waqt bhot mushkil mai hu. Mery husband dowsri orat ke pas chaly gay hain un ka kisi orat ke sath afair hai. Mera ayk beta bhi hai ayk sal ka hai or mai sweden mai rahti hu. Mujy aisa wazeefa btay jis se mery husband os orat ko chor de osi ko hi nahi sb ko wo ayk achy insan ban jay bas ap se itni request hai mujy koi wazifa bata de.
Answer
Istighfaar karo aur namaaz waqt par parho. Fazaa'il-e-A`maal ki ta`leem karo. Allah Ta`ala tumahara mushkil ko aasaan karega. Subah shaam "Laa ilaaha illaa anta subhaanaka innee kuntu minazh zhaalimeen" 100 martabah parho.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.