Khwaab ki ta'beer

· 7 Rabiʻ I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine ek larki pasand ki thi toh kya woh mere haq me bahtar hai. Janne keliye maine musalsal ayk haftey tak istekhara kiya. In dino me mujhe Jo khwaab aye my unhe samaj nahi saka aap Zara meri madad farmaiye. Pehle khaab me my apne dadi ke Ghar gaya aur mere aankho me aansu thay phir mere chacha ki ladki ro rahi thi toh my ne use god me uthaliya aur ek chota ladka bhi tha jab woh rone laga toh. Us ladki ne use god me uthaliya tha aur woh ladka anjaan tha. Dowsra khwaab me Maine us ladki ko kale kapdo par dekha aur orni hari thi.

Answer

In khwaabo ki taraf diyaan ne de. Agar aap shaadi karna chahte, to aap apne maa baap se kehde ke wo larki ke maa baap se baat kare. Agar downo khaandaan kush he, to shaadi karle.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.