Napaak paani badan ke upar daalna

· 16 Rabiʻ I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratGhusal

Question

Mera sawaal ye he ke agar napaak paani me kisi ne ghusal kar liya ho, aur bad me pata chala ke ye paani napaak hai, toh unke jism ko paak karne ke liye eyk bar jism par paak paani daal dene se kya jism paak ho jayega ke nahi? Ya aur koi tariqa istimaal karna parega.

Answer

Paak hojaega.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.