Khwaab ki ta'beer

· 16 Rabiʻ I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Kuch arsay ce mujhe khawab ara hai ke men kici chotay bachay ce boht pyaar krti hun n wo mere pas he rhta hai and uc ce men khelti rhti hun ya uska khayal rakhti rehti hun. Kabhi bacha mera apna beta hota hai ya mera chota bhai (men khud sab se choti hun haqeeqat men). Bacha kisi ka bhi ho bus mujhe itna achay se yaad hai ke men us se boht pyaar karti hoti hun aor yeh aice khawab mujhe boht ziada atay hain. tabeer bta den.

Answer

Allah Ta'ala aap ki halaal tamanna poori farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.