Janaaza namaaz ke lia wudhu zuroori he?
Question
Kya Namaze janaazah kee liye Wuzu zaruri hai? Agar namaze janaazah start hogaye aur kese ko wudhu nahi, wahan kya hukum hai?
Answer
Agar mayyit ke wali ke elawa kisi owr ku ye pesh aawe, to wo tayammum karke namaaz parhle. Agar wali-e-mayyit ku aysa hojae, to choonke wo janaaza namaaz ku rowksakta he owr agar us ki ijaazat ke baghair janaaza namaaz parhi gai, us surat me wo namaaz dohra sakta, to us ke lia tayammum karke namaaz parhna durust nahi hoga.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.