Sadaqah owr khairaat ka sawaab

· 6 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaail

Question

Mera sawaal ye hai apse ke mere abbu or bhai jo paisey kama kar laate hai or ami us paison ko Allah ki raah mai kharch kare jese zakaat nikalna khairaat karna gareebo ki madad karna to iska ajar kis ko milega bhai or abu ko ya ami ko yar phir ami abu or bhai ko kyun ke ye paisay to bhai or abu kama kar laatey hai phir Allah ki raah me kharch ami karti hai jis me bhai or abu ki bhi marzi hoti hai to zara aap detail me bataye apki meherbani ho gi.

Answer

Allah Ta'ala sab ku ajar denge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.