Khwaab ki ta'beer

· 9 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mere ek aziz ne khwaab main daikha ke main ek weeran jaga pe hon aur mere kapre khoon se bhare vay hain aur main roo rha hun. Kindly mujhe is khwaab ki tabeer bata dain.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ki paabandi karo owr neak suhbat me raho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.