Khwaab ki ta'beer

· 19 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Meray abu meri shaadi nahi honay de rahay jahan mae aur meri ammi chatay hain. Meray honay walay susar ko khawab aya kae wo aik train kae dabbay jesay kamray mae hain. Wahan meray abu Qur'an paak parh rahay hain aur kapray ke 2 3 ghatrian parri hain. Phir aik ghatri jo in teeno sae barri hae kamray kae roshandaan sae unkae samny aa kae gir jati hae.

Answer

Aap apni waalid ki baat maano.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.