Khwaab ki ta'beer

· 19 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne dream dehka ke me haram ko dour ss dehka ke zour ss paani ka saleeb kabah ma aa gaya aur sab barbadi hogai aur jitnay log makkah haram ma the mar gaye. Jab tusnami katam howa tu ma ne haram ma dehka ke insano ki dead body pari huwi thi.

Answer

Allah Ta'ala hum sab ku gunaaho ke sailaab se bachaaye aur haramain ke fuyooz naseeb farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.