Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khwaab mein dekha hai jis larki se mera nikah hone wala hai woh hamare ghar aai jab woh aai to ghr pe to khwab mein dekha ki uske dress mein mere shirt ke button ek dusre jaakr atak gaye mil gaye jab mein use nikaal rha hu to nikal nhi rhe the to maine gusse se mera shirt phadbdiya uske baad raat bhar wohi khwab mein rhi kbhi haste hue kbhi sote hue aap iski tabeer batade to. Ap ki maherbaani hongi.
Answer
Ye acha khwaab he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.