Khwaab ki ta'beer

· 28 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me 21 years hai aur mai India se hu. Mai aapse ek khaab ki tabeer janna chahta hu. Maine khwaab se dekha ke meri shadi hui aur mai bohot pareshan tha us shadi se, khwaab ke mutaabiq dulhan meri apni bahen thi, khwaab me meri bahen ko pata nahi tha ke unki shadi mujhse hui hai lekin mai janta tha isiliye mai bahut pareshan tha. Jaise hi meri aankh khuli maine lahool to padh liya lekin mujhe justaju hui ke pata to karu aakhir is behude khaab ki tabeer kya hosakti hai.

Answer

Is khwaab ki taraf diyaan ne do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.