Khwaab ki ta'beer

· 28 Jumada I 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Main ne aaj subho ayk khwaab dekha ke mere Taya-abu(Iqbal) ko un k rishte dar aur log dhoond rahe hain k wo kahan ghayb hain lakin wo mil nahi rahe, main sochta hoon k un ko to main ne kuch arsa pehle qatal kr k kahin pheynk dia tha aur ye log un ko dhoond rahe hain aur main dar raha hoon k in logo ko kahin pta na chal jaye k un ko main ne maara hai aur bs yahan pe khawab end ho jata hai. Mufti sahib baray-e-meharbani is khawab ki ta'beer bata dejiye.

Answer

Lowgo ke huqooq poora karo owr sab ke saat acha sulook owr bartaw rakho.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.