Nikaah ke maamle me maa baap ke saat mashwarah karna

· 2 Jumada II 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Ayk christian ladka musalman banna chata hai meray liay wo sultan bhi karlay ga aur vo namaz bhi paday gay kya vo musalman bannay kay baad mai vussay shadi karsak ti hoon iskay liay parents ko kaisay mana na saktay?

Answer

Nikaah ke maamle me larki ku chahia ke apne maa baap ke mashwarah ke ma taht rahe. Kisi larke ke saat apna nikaah karna kud ne sowche. Ye to tabahi owr nakaami ke baais hoga.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.