Khwaab ki ta'beer
Question
Mene khwaab me dkha he ki ek anjan shaks he wo mujse bat kar rha he aur mere kandhey pe apni thuri chin rakha he jiski wjah se mujhe uski dhari dhas rahi aur mai hatane ki koshish karrahi to hata nahi pa rahi. Please tabeer bata de.
Answer
Panch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kya kare aur tamaam na mahram murdo aur larko ke saath purdha ka ihtimaam kya kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.