Mushtabah cheezo se parhez karna
Question
Mene khwaab dekha ke mere haath men pakory hen jo thandy hogae hen aur taaze bhi nahi lag rhy wo men kha rahi hun.
Answer
Paanch waqt ki namaaz apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kare owr tamaam na mahram larko owr mardo ke saat purda ka ihtimaam kare. Tamaam qisam ki mushtabah owr haraam cheeazo se parhez kare (jaise mushtabah maal, mushtabah giza, cellphone, internet, TV, buri suhbat, waghairah).
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.