Buri suhbat se parhez karna

· 5 Dhuʻl-Hijjah 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreambad company

Question

Mai ayk ladki hoon mai ne khwaab mai eek choti si ladki ko dekha uske haath kuttey jaise thay aur woh mere say chipak gayi thi chord nahi rahi thi usko mai door chord kar aayi lekin woh phir say aa gayi aur mera bazoo zor say pakad liya aur phr mere bazoo say khoon nikal gaya aur woh choti si bachi thi. Aap iski tabeeer batyeee.

Answer

Buri suhbat se parhez kare owr tamaam mushtabah owr haraam cheezo se bhi parhez kare (masalan cellphone, internet, bure akhbaar, tv, waghairah).

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.