Khwaab ki ta'beer
Question
Maine khwaab delha hai ke mai apani shaayad koi talaab hai uske upar ek bridge par apni bhatiji ke sath hu. Aur bridge ke dono tarafse pani ke uparse do bare bare saap humpar hamla kar rahe hai aur hum aya waha bhagkar bachne ki koshosh kar rahe hai. Phir maine dekha ke ek taraf ka saap gayab ho gaya. Kya aap iski tafseer bata sakte hai?
Answer
Paanch waqt ke namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.