Khwaab ki ta'beer
Question
Mere ammi ka naam khaleda hai aur mere nani ka naam mumtaz. Merenani ne ek khwaab dekha ke mere ammi ki nani (marhoom) do haari poyli lekar kamhin jaa rahein thi aur mere ammi ne unke kaha"nani ma khane ke loae rukiae khana kha kar jaiyye" lekin unki nani ma nahi rukin aur chale gain lekin wo do hari potlian mere ammi ke hath medein gai. Fir dekha ke mere neni ne unhe neglana shutu kia aur kafan pehnana shuru kia. Aur meri ammi khadi dekh rahein thi. Plz is khwaab ki tabeer bataein.
Answer
Is khwaab ki taraf diyaan ne do.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.