Pehli biwi of dowsri biwi ke huqooq
Question
Mera sawal yeh hay kay islam ki rooh se dosri bivi aur bachon kay kia haqooq aur faraiz hain shohar pe kia jitnay haqooq pahli bivi aur bachon ke hain utnay he hain?
Answer
Islam me koi faraq nahi he pehli biwi of dowsri biwi ke darmiyaan. Pehli biwi owr un ki uwlaad owr doosri biwi owr un ki awlaad ku baraabar haq diyagaya.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.