Doosri biwi ka yeh shart lagana ke pehli biwi se hambistari nahi karega

· 6 Muharram 1443 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadiSharaait

Question

If a virgin girl is involved with a married man, they love each other and want to get married but the girl dont want to give rights to the 1st wife (hambistari), kiya is condition pe nikaah hoskta hai?

Kiya isse larki ko gunaah hoga? Agar ye baat soch ke larki nikaah se inkaar kar rahi hai ke wo apni pehli wife ke sath hamisbatri karega tu kiya phir bhi gunah hoga?

Answer

Is tarah ki shart lagaana haraam he aur baa'is gunaah he. Hadith Shareef me us ki sakt mumaana'at aayee. Agar shohar us se shaadi kare, to shohar ko chahiye ke apne dono bibiyo ke darmiyaan insaaf kare aur dono ke huqooq baraabari ke saat poora kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.