Beauty parlour

· 4 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTijaarat aur us ke mutalliq masaail

Question

Ladies beauty parlour chalane ke liye non muslim lady ko dena jaiz he? Aur uski jo income aaye vo istemal kar sakte he? Kya ye rent income halal hogi?

Answer

Beauty parlour ki kharaabiyo ki wajah se hamaari raai ye he ke beauty parlour ko rakhna hee nahi chaahiye. Is qadar be-hayaayi ki baate uske muta`alliq sunaayi jaati he ke baa izzat shareef musalmaan ke liye ye bilkul naa zeba he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.