Wudhu owr ghusal ke baare me wasaawis

· 6 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsTahaaratWasaawis

Question

Me waswasa aur shukook se bohot pareshaan rehta hu muje hamesha wudhu aur ghusal ke baare me shak rehta he ke mene baraabar kiya hoga ya nahi. Shukook muje har amal karte waqt aur uske baad bhi aate rehte he to kya meri namaz, tawaaf, waghairah sahi honge ya phir se adaa karna parega. Baraaye meherbaani rehnumaai farmaaye.

Answer

Saheeh honge. In wasaawis ki taraf diyaan ne de.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.