Hajj ke baare me wasaawis

· 24 Dhuʻl-Hijjah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsHajj owr Umrah

Question

Me wasaawis ka mariz hu. Mene Hajj kiya alhamdulilah sab arkan ada kiye lekin uske bad se muje ek doubt paresan kar raha he ke Tawaf -E-Ziyarat karte wudhu ya ghusl sahi tarike se kiya hoga ya nahi aur muje yaad bhi nahi he kya aise doubt ki buniyad par muj par koi "DAAM" wajib hoga aur mera hajj sahi hoga aur meri wife mere liye halaal hogi? Please advise me.

Answer

Is qism ke shukook wa shubhaat ki taraf dhiyaan ne dena chaahiye. Allah aapka hajj qubool farmaaye.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.