Khwaab ki ta'beer

· 9 Rajab 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mei khawab mei aksar qabrastan dekhti hoon ke mei qabristan ke pass se guzar rahi hoon aur dil boht khofzada hota hai. Lekin phir bhi dua aur durood parhti hoon sub qabron ke liye. Ayk do baar qabar se murda bhi bahar dekha hai.

Answer

Ayk rowz maut to aani wali he. Lihaaza hum sab ku maut ke lia tayyari karna chahia. Ba'z dafa is qisam ke khwaab Allah Ta'ala ki taraf se aate he insaan ku aakhirat se yaad dilaane ke lia.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.