Mard ke lia badan ka baal nikaalna
Question
Kya muslim mard jism ke kisi be hise se baal nikaal sakta hai yani ki hair removing kara sakta hai, us mein laser hair removing, hair removing cream etc aate hai.
Answer
Chehre ke baal ko nikaalna durust nahi he aur sar ke baalo agar nikaalna ho to to sab baal nikaale ya sab aik tarah chorde. Baaqi baalo ka nikaalna durust he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.