Jism ke baal nikaalna
Question
Mujhe ye janna tha ke kya Islam me jism k Baal (hairs) nikalna jayez hai jaise k hands legs aur body ke, agar haan to , jab hairs nikal diye jaye aur janabate ghusul kiya jaye to kya wo jayez hoga? Meri nayi shadi hui hai aur mere husband ko ye pasand nahi k mere body par hairs hain. To kya mai shave karke hair removal karsakti hu aur kya mera ghusul jayez hoga?
Answer
Jaaiz he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.