Khwaab ki ta'beer
Question
Mujhe apne khwaab ki taabir janni hai. Maine dekha ke mujhe pata chala hai ke mera namaaz ada karne ke bad inteqaal hone wala hai, main wudhu bana kar namaaz padhne lagi, namaz ada karne ke bad mujhe dar lag raha hai ke mera inteqaal ho jayega.
Answer
Ye acha khwaab he. Namaaz ku mu'min ka mi'raaj kahajaata he. Namaaz ke zarye banda Allah Ta'ala ki qurbat owr nisbat haasil karta he owr Allah Ta'ala ki muhabbat usku naseeb hoti he. Is khwaab me intiqaal karjana namaaz parhne ke ba'd se yehi muraad he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.