Khwaab me intiqaal se muraad

· 17 Jumada I 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudreampassing away

Question

Main khawb main dekha k main aur may be mere mom bazaar main thi aur shopping kare thi.ya main bazaar main tji aur shopping kare thi. Aur mere mom ki dead ki news aaye and I woke up. plz mere khawb ki tabeer kya hain.

Answer

Intiqaal se kabhi maut muraad hota he owr kabi safar karna muraad hota he owr kabi ayk haalt se dowsri haalat ki taraf muntaqil hona muraad hota he jaise achche hone ki haalat se bimaar hona ya burhape ki umar ku phonchna owr apni awlaad ki khidmat ka muhtaaj hona. Aap har haal me apni waalida ke huqooq poora kare owr un ki khidmat kya kare.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.