Khwaab ki ta'beer
Question
Mene rat buhat bhayanak khuwab dekha hai k meri ammi jan or meri sister ka inteqal hogaya hai. To kia ap iski tabeer bta skte hn?
Answer
Kabi khwaab me intiqaal se muraad ayk jaga se dowsri jaga muntaqil hona ya safar ke lia jaana.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.