Khwaab me maut se muraad

· 17 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Meri ammi ne khwaab mein dekha ki ammi ne apne maasi aur uncle ko kafan mein marte howe dekha halan ke wo zinda hai but khwaab mein ammi ne onhe kafan mein dekha to is ka kiya matlab ho sakti hai. Please jawab bataye.

Answer

Khwaab me kabi maut se muraad safar karna he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.