Pari ko ghalat iraadah ke saath rakhna

· 19 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsMutafarriqaat

Question

Bhaijaan mera ek dost hai. Usne ek pari hazir ki hai jo jismani talukaaat rakhti hai. Aur khwab me aake zinha karti hai. To wo muje bata raha tha to me usko bola ki yeh shayad galat aur haram hoga. Zinaah bht bada gunah hai. To wo bola ki yeh galat nhi hai kyuki sapne me aake wo milti hai. Aur nafs kabu me rehta hai duniya me gunaah nahi hota to isme galat kya hai. To me bola ki me mufti ya alim se puchke batata hu ki yeh galat hai ya nhi. To aap is chiz ke bare me bata dijye agr Galat hai to me use gunaah se bacha saku.

Answer

Pari ko rakhna ghalat iraadah ke saath ye haraam he, jaaiz nahi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.