Shaadi shuda aurat ka ghalat ta'alluq rakhna

· 19 Safar 1439 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNaseehaturducheatingwife

Question

Meri ammi ek jawan larky ke sath ghalat taluqat rakhti hain jo woh apni zuban se etraaf kar chukki hain, lekin woh kehti hain ke mai apne walid ko na bataon unka ghar kharab houga. Toh ek beti ki hesiyat se mujhe kya karna chahiye? Mai bohat pareshan hun meri madad farmayein.

Answer

Unko kehdena chaahiye ke jab is doosre aadmi se mahabbat he to apni khaawind se talaaq lele aur unse shaadi karlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.