Khwaab me intiqaal se muraad

· 25 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mene khwab men dekha ke meri 2 cousin jo k apas m behne hen unki death hogai hy. Sab log preshni men hen aur men bhi buht ro rhi hu aur dil me soch rahi hu ke meri khala bichari ka kia hoga. Phr usi khwaab men ek larki akr wahin pe bethi ek aurt se kehti he ke aap ke filaan rishtedar ki bhi death hogai. Mujhe buht preshan kia hy is khwab ne. Istarah ke khwab kis waja se aty hen. Death ke khwab meri doosri relatives ne bhi dkhe hen. Baraye mihrbani jaldi jawaab den.

Answer

Khwaab me kabi intiqaal se muraad safar karna he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.