Khwaab ki ta'beer

· 30 Shawwal 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Mere Abu ne khwaab me dekha ke me Quran betha padh rha hoon phir Quran girta ha aur aag lag jati ha. Me bohot preshan hoon. Please help me to understand this.

Answer

Paanch waqt ki namaaz ku apne saheeh waqt par parhne ka ihtimaam kya kare owr purda ka ihtimaam kya kare tamaan na mahram lowgo ke saat. Hamesha neak owr achi suhbat me raho owr buri suhbat se parhez karo. Issy tarah tamaam mushtabah owr haraam cheezo se parhez kare masalan ghaana sunna, ghalat suhbat me rehna (cellphone, internet,TV waghairagh dekhna) owr har waqt aankh kaan zabaan owr dil ki hifaazat karna tamaam gunaaho se. Allah Ta'ala aap ku hamesha khush rakhenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.