Rishta karne ke liye pehle ladke walo ko ladki wale ke ghar jana

· 10 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsShaadi

Question

Kya ye jaruri hai ke rishta karne ke liye pehle ladke walo ko hi ladki wale k ghar jana parega? Ye hamare shariat me hai? Main normal nikaah karna chahta hu maszid me lekin ladki wale ka kehna he ke dhoom dhaam se karna. Albatta mai ne walima karunga ye bi kaha. Kuch pareshani ke wajh se main shadi normal karna chah raha hu. Please main kaise unhe hamare islamic shariat se samjhau?

Answer

Nahi.

Woh agar nahi maante kisee aur deendar khandaan ko talaash karlo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.