Khwaab ki ta'beer

· 11 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Meri waalida ki wafat ko aik saal beet gya hai. Mujy khawab ayi ke wo aik larkay ko janam deti hain aur me un ke pas hoti hoon. Me aur meri walida ke siwa aur kpi bho nahi hota. Baraye kram khawab ki tabeer jald btayiyega.

Answer

Qur'an shareef ka kuch hissa parh kar ya kuch sadaqa dede owr us ka sawaab apni marhoom waalida ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.