Mayyit ku khwaab me dekhna
Question
Mainay khawab may dekha kay may kisi shaks to dafnanay qabristan gaya hon. Aik qabr say awaz arahi hai jaisay wo mujhay apnay pass bola kar batana chah raha hon kay dekho ye meri qabr hai. Qareeb gaya to pata laga aik meri pehchan walay ki qabr hai jisay inteqal huay 1-2 saal hogaye hai.
Answer
Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab mayyit ke lia bhejde.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.