Khwaab ki ta'beer

· 25 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Agar kisi insaan ka inteqal ho chuka ho, aur khwab me usi insaan ka inteqal baar baar dekhna aese khwab ka kya matlab?

Answer

Mayyit ki maghfirat ke lia dua kare owr Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab un ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.