Khwaab me mayyit ku dekhna

· 10 Rabiʻ I 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu Questionsurdudream

Question

Meri maa ne khwab mein morde ko zinda dekha meri ammaa ne apne uncle ko khwab mein dekha. Amma ki uncle murgaya hai meri ammi ne dekha ki ammi ki uncle ne ammi ko khana diya tha aur phir ammi ne liya tha ek mountain ke ooper thy ammi aur ammi ke uncle. To please aap mujhe ess khowab ki tabeer bataye.

Answer

Allah Ta'ala tum ku barkat naseeb farmae rowzi owr maal me. Aap apne waalida se kehde ke Qur'an Shareef ka kuch hissa parh kar, ya kuch sadaqah dede owr us ka sawaab apne marhoom rishtidaar ke lia bhejde.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.