Khwaab ki ta'beer
Question
Me ne dream dehka ta ma kisi ka sath jaha ra ta ma na bazurg aurat (females) ka group dehka en ma sa ek peechay koi aurat bhouth ghour sa muje dehk ri ti muje dar laga aur muje esa laga yae shaitan hai ya witch ma na stone mara aur auzubillah minashaitan nirajeem paraha. Aur ma phr chala gaya aur jab meri ankh khuli tu mera dil daar ta. Yae dream ma na raat ko dehka ta lakin sleep sa phelay ma paak nae ta. Kyn ka apne wife ka sath humbastri kar ka sleep kiya ta. Wasiey muje waswasa asal zandgai bi bhouth atay hai.
Answer
Is khwaab ki taraf diyaan ne do. Ye shaitaani waswasa he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.