Fuzool aur laa ya'ni cheezo se parhez karna
Question
Me ne dream dehka tajjud ke time. Pehlay ma bata doa ap ko ma apne dost ka ghar ma bhouth jata hoo. Us ka ghar ka room ma kaam hota quran majid ka decoration ka aur zaida tar quran paray hotay. Dream mera yae he me apnay dosto ka sath bhatha hota hoo usi room ma jahan par quran majid ka decoration hoti aur ghupshup lag ri hoti hai khuch mera dost deen ki baat kartien hai tu khuch dost un ko rukh deta hai ka deen ki baat na karo kyunke mujhe khuch hota hai. To meray dost ghupshup laga ra hota hai usi dooran muje khayal ata hai yar edhar quran majid paarien hai aur esi taraf moa kar ka betha hai metlab endar muje feeling howi dream ma bola nae bas endar ek feeling howi yar quran majeed parien hai edhar aur ek dum meray dil ma dard hota hai aur ma behoosh ho jata hoo aur endara ho jata hai esa lagata hai ma mouth ki taraf jaha ra hoo tu usi doran ma kalma parta ho tu meri ankh khul jati hai.
Answer
Fuzool aur laa ya`ni cheezo se parhez karna chaahiye.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.