Khwaab ki ta'beer

· 17 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine subha hote kareeb 6 ,7 baje khwaab dekha ke aasmaan me bahot saare chaand hai har shapes ke aur tabhi aasman se ek bahot bada sa taj (crown) utarta hai aur dheere dheere niche aata haiaur merw sar pe aake ruk jata hai. Jaise mere liye aaya hai. Bas itna hi dekha. Baraye mehrbaani is khwaab ki tabeer bataye.

Answer

Allah Ta'ala aap ku apne kaamo me kamiyaabi naseeb farmae.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.