Khwaabo ki ta'beer

· 7 Jumada II 1438 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beerurdudream

Question

Aaj maine 2 khwab dekhe

1. Maine aaj dekha k mujhe pet me cancer k bimari hogai hai aur mujhe bohat taklif ho rahi hai aur mujhe sab kehte hai k tum 1 mahine me mar jaoge

2. Aur maine ye dekha k mere dukan k kareeb me bohat bada bomb blast hua hai aur bohat nuksan hua hai.

Answer

1-2. Haraam owr mushtabah maal se parhez karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.