Qadha namaaz parhna

· 28 Dhuʻl-Qiʻdah 1436 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsNamaazQadha Namaaz

Question

Qadha namaaz ki kitni rakaat parhni hoti he? Jaise zuhr ki namaaz ki qadha chaar rakat fardh hongi ya do rakaat?

Answer

Agar zohar namaaz qadha huwi safar me, to us ki qadha do rakaat hogi. Owr agar zohar namaaz qadha huwi hadar ki haalat me, to us ki qadha chaar rakaat hogi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.