Safar ki haalat me fajr ki sunnat parhna
Question
Agar banda musafir ho to fajar ki namaaz ki sunnat ki bhi qasar parhega ya nahi? Agar sunnat ki bhi qasar parhe to sawaal ye he ke qasar sunnat ki bhi qaza parhni hoti he reh jaane pe ya nahi?
Answer
Safar ki haalat me, fajar namaaz ki do sunnat parna zaroori he. Agar kisi ne fajar ka fard parha aur sunnat nahi pari, to bad me wo us ki qaza nahi karega. Sunnat namaazo ki qaza nahi he waqt ke guzarne ke bad.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.