Tarteeb ke khilaaf namaaz parhna
Question
Kabhi kabhi namaaz parhte waqt aysa hota he ke meri tabiyat kharaab hoti he to phir me sunnat aur nawaafil chor ke farz parhti hu. Lekin baaz owqaat fardh aur witar ke bad jab tabiyat kuch achcha mahsoos hota he to kya me aakhir me sunnat ya nafil waghaira parh sakti hu? Ya phir tarteeb ke khilaaf parhne se gunaah hoga?
Answer
Jee haa.
Tarteeb ke khilaaf karna makrooh he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.