Khwaab ki ta'beer
Question
Aik khwaab ke tabeer bata dain ma ne khawab dekha he ke meray bhai ke biwi aus taweez chayah (tea) ma milay ke pilatee ha.
Answer
Kabi is qisam ke khwaab zehni khiyaalaat ki wajah se hote he owr kabi Shaitaani athar se hota he. Lihaaza is ki taraf diyaan ne de. Lekin paanch waqt ki namaaz ke ba'd owr sowne se pehle chaar qul owr aayatul kursi parh lia kare. Allah Ta'ala aap ku tamaam shar se hifaazat farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.