Waalid saahib ghar me ghussa karna owr gaali dena

· 1 Muharram 1437 AH1 min readRoman Urdu
Urdu QuestionsWazaaif

Question

Mere abbu ghar me gussa aur gaali dete hai aur ammi se nafrat zahir karte he. Unka kise se chakkar bhi chalra he shayad. Please koi acha wazifa bataaie.

Answer

Is du`aa ko parhle: يَا سُبُّوْحُ ، يَا قُدُّوْسُ ، يَا غَفُوْرُ ، يَا وَدُوْدُ aur uspar dum kare aur uske khaane par bhi.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.