Ghussah ke lia wazifa

· 10 Jumada I 1435 AH1 min readEnglish
Wazaaif

Question

Maira sawal yeh hai ki mairi cousin behen hai usku bahut gussa ata usku na maa baab ku samajti aur na kisi ku bas muhje ek accha wazifa boliye jo iskai dil mai gussa kai jaga naram mizaaj hojaye sab sai narmi sai milai aur gussa khatam hojaye koi asaan wazifa boliye.

Answer

Ye wazeefah parho يَا سُبُّوْحُ ، يَا قُدُّوْسُ ، يَا غَفُوْرُ ، يَا وَدُوْدُ aur uspar phoonko.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Ask Mufti Online

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.