Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karna
Question
Meri ammi ne eyk khawab dekha ke koi aurat ek tamba (Copper plate) jis me two talwar aur beech me ek arbi me kuch likha howa round plate hai woh aurat ammi se kherehi hai ayeh Nagur Shareef ki dargha ka hai isko apne ghar me laga lo. Hazrat is ki tabeer kya hai?
Answer
Ye acha khwaab he. Barkat ki taraf ishaarah he. Tamaam kaamo ku sunnat ke mutaabiq karne ki kowshish kare. Allah Ta'ala tum lowgo ku barkat naseeb farmaenge owr tumhare tamaam kaamo ku asaan farmaenge.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.